Full width home advertisement

Post Page Advertisement [Top]


HUM TV’s latest play, Sang-e-Marmar is a saga of love, betrayal and revenge and lies that can destroy families and relations. The story revolves around childhood friends Shireen and Aurang. Shireen grows up thinking that Aurang is her life partner while Aurang always considers her as a good friend. In the pursuit of his dreams, Aurang forgets about his childhood friendship. Shireen feels betrayed and embarks on a series of vendettas that fill both the families with hatred and animosity and they become sworn enemies. Will Shireen ever realize her mistake? Will she be able to extinguish the fire that she has ignited for herself and those around her? To find out, watch Sang-e-Mar mar only on HUM TV.

Sang-e- Mar Mar OST Rahat Fateh Ali Khan

Gham ye hain kese hote
Kiya dekhta hai door se
Thak gaya rishte dhote
Aa poch dil mazdoor se

Jo dhoop ke saye mein khilna chahe agar
Tu jo mere dil se milna chahe agar
Ye chamakte howe narm pathar se mil
Sang-e-mar mar ka dil, Sang-e-mar mar ka dil
Sang-e-mar mar ka dil, Sang-e-mar mar ka dil

Piyar hona marz hai
Jitna howa hai ye mujhe
Dard ko bhi dard hai
Itna howa hai ye mujhe
Raste mein rakh diya dil
Aur chotein khaye ga
Aaya hai dil lene wala
Jaan le ke jaye ga
Jo rote howe hansna chahe agar
Aanso aankhon mein rakhna chahe agar
Ye chamakte howe narm pathar se mil
Sang-e-mar mar ka dil, Sang-e-mar mar ka dil
Sang-e-mar mar ka dil, Sang-e-mar mar ka dil

Tu jahan ho dil ye tere paas hota hai mera
Mere dil ko bhi nahi ahsaas hota hai mera
Tu nahi to main nahi hoon
Main nahi to ham nahi
Aik bas tu hi nahi hai aur koi gham nahi
Jo naam mera dil pe likhna chahe agar
Tu bhi bin mol bikna chahe agar
Ye chamakte howe narm pathar se mil
Sang-e-mar mar ka dil, Sang-e-mar mar ka dil
Sang-e-mar mar ka dil, Sang-e-mar mar ka dil...

No comments:

Post a Comment

Bottom Ad [Post Page]