Full width home advertisement

Post Page Advertisement [Top]

Detail “Tere Bina” Sung By Asim Azhar & Sara Haider Music Composed Qasim Azhar Lyrics Penned Ayub Khawar Composed Asim Azhar & Hassan Ali Starring Sami Khan & Neelam Muneer Latest 2017 Full Video Song hd Listen, Buy and read lyrics Tag: Tere Bina – Asim Azhar Full Music Out Now Listen, Tere Bina – Asim Azhar Audio Video Song.

Tere Bina Lyrics - Asim Azhar & Sara Haider | Pakistani Song


Tere Bina Lyrics - Asim Azhar & Sara Haider | Pakistani Song

Song: Tere Bina
Singer: Asim Azhar & Sara Haider
Lyrics: Ayub Khawar
Music Director: Qasim Azhar
Composed: Asim Azhar & Hassan Ali
Actor’s: Sami Khan & Neelam Muneer


Tere Bina Lyrics - Asim Azhar & Sara Haider | Pakistani Song


Mere khaamoshi ko sun
Thori mujhko bhi suna
Tere dil ko kiya hua
Mere dil ko kiya pata
(Repeat)

Ye tere mere dil ki dhadkane hain
Jane jana sun zara
Ye ik duje se chupke chupke
Keh rahi hain kiya bhala

Yeh sapno ki jhil-mil
kuch dino se gunagunaye barmala
Mere sang-sang tu bhi gunguna

Ni saiyo asa naina de akhe lage
Ni saiyo asa naina de akhe lage
Naina de aakhe lage 
Supne jhute na sache
Ni saiyo asa naina de akhe lagge
Ni saiyo asa naina de akhe lagge

Dhoop mein saye ki tarah
Tujhe dekhun har jagah
Tere bina main kuch nahi
(Repeat)

Tere bina main kuch bhi nahi hun
Jis duniya mein tu hai main bhi wahin hun
Tumne jo chorda mujhe main nahi chodunga
Tumne jo chhoda mujhe main nahi chodungi

Tere bina main kuch bhi nahi hu..

Ni saiyo asa naina de akhe lage
Ni saiyo asa naina de akhe lage
Naina de aakhe lage 
Supne jhute na sache
Ni saiyo asa naina de akhe lagge
Ni saiyo asa naina de akhe lagge

Pas bhi rehte huwe kyun
Duri hai darmiyan
Mati mil jaye na kahin
(Repeat)

Maati mein le jaye na
Jindri nibhaani
Leer-leer karde na
Pyar ki kahani.

Mar hi na jaye kahin
Aankhon ka paani (Repeat)

Tere bina main kuch bhi nahi hu.

Ni saiyo asa naina de akhe lage
Ni saiyo asa naina de akhe lage
Naina de aakhe lage 
Supne jhute na sache
Ni saiyo asa naina de akhe lagge
Ni saiyo asa naina de akhe lagge...

No comments:

Post a Comment

Bottom Ad [Post Page]