Full width home advertisement

Post Page Advertisement [Top]

Jane Jana Song Lyrics From Toast With The Ghost (2017): Starring Siddharth Shrivastav, Zeba Anjum Kausar, Masoom Shankar, This sad song is sung by Siddharth Shrivastav & Music composed by Komal Aran Atariya, Jaane jana song lyrics are written by Komal Aran Atariya.

Jane Jana song Lyrics - Siddharth Shrivastav | Toast With The Ghost


Jane Jana song Lyrics - Siddharth Shrivastav | Toast With The Ghost

Singer(s): Siddharth Shrivastav
Music: Komal Aran Atariya
Lyrics: Komal Aran Atariya
Music on: T-Series


Jane Jana song Lyrics - Siddharth Shrivastav | Toast With The Ghost


Jane jana aaja ja jana
Jane jana aaja ja jana

Tujhko pukare tera deewana
Mil bhi ja meri jane jana
Jane jana aaja ja jana
Jane jana aaja ja jana
Jane jana aaja ja jana
Jane jana aaja ja jana

Maine jaan se tujhko chaha hai
Kyun mere dil tu tod rahi
Meri mohabbat mein kya kami hai
Kyun mujhko tu chhod rahi
Aa phir se mujhko maaf tu kar
Main tera deewana

Jane jana aaja ja jana
Jane jana aaja ja jana

Teri wafa, teri jafa, tera ishq manzoor kiya
Vardh sa haan khamosh raha
Lamha, Lamha aitebar kiya

Tu jo nahi kuch bhi nahi
Kaise tera didaar karoon
Khwahish yeh dil ki hai meri
Mar kar bhi tujhe pyaar karoon
Ishq mera ab tujhse hi, tujhko dilbar mana

Jane jana aaja ja jana
Jane jana aaja ja jana

Tujhko pukare tera deewana
Mil bhi ja meri jane jana
Jane jana aaja ja jana
Jane jana aaja ja jana
Jane jana aaja ja jana
Jane jana aaja ja jana...

1 comment:

  1. Nice article!!! Thanks for sharing the lyrics of Jane Jana song from album Toast With The Ghost.

    ReplyDelete

Bottom Ad [Post Page]