Story revolves around a woman Saleema who is an over possessive mother and wants to marry all her children according to her own will. But her children want to marry with their own free will. She goes to an extent where she eventually destroys her children’s life through wazeefa/hocus pocus. Her eldest son goes insane after losing the love of his life. Second son’s wife is controlled by Saleema but the youngest daughter in law takes her head to head and now Saleema’s life becomes miserable. For the first time she feels challenged.
Manjdhar Title Song Lyrics Nabeel Shaukat - Har Pal Geo
Manjdhar Title Song Lyrics Nabeel Shaukat - Har Pal Geo
Singer: Nabeel Shaukat Ali
Drama: Manjhdar
Network: Geo TV (Har Pal Geo|)
Duration: 05:40
Hooo
Zakhm Lagaye Koi
Koi Aaa Ke
Zakhm Ko Chhere
Kya Main Bataoon Rabbaa
Jitni Saansein Utne Bakhere
Aey Khuda..
Yeh Zindagani
Tune Kyun Aisi Banaai…
Dhool Mein Lipti Hui Hai
Aaine Ki Parsaayen
Saans Ke Paar Hai
Jo Mera Yaar Hai..
Zindagi Gham Naheen
Gham Ki Manjhdaar Hai
Gham Ki Manjhdaar Hai
Gham Ki Manjhdaar Hai
Dard Ke Jalte Alaao
Aur Tanhaai Ke Ghaao
De Rahe Hain Yun Dilaasa
Jo Hua Woh Bhool Jao
Mere Maula Kya Bataaon
Men Ne Kese Din Guzare
Chaar Din Ki Zindagi Men
Main Ne Kitne Saans Haare
Naa Sune Fariyaad Koi
Na Sune Koi Duhaai
Saans Ke Paar Hai
Jo Mera Yaar Hai..
Zindagi Gham Naheen
Gham Ki Manjhdaar Hai
Gham Ki Manjhdaar Hai
Gham Ki Manjhdaar Hai
Uljhano Mein Har Nafas Hai
Zindagi Bhi Ik Kafas Hai
Saans Ka Yeh Aana Jaana
Sirf Jeene Ki Hawas Hai
Hogaye Hain Darbadar Hum
Justujoo Main Apni Aise
Aashyana Apne Tinke
Dhoondta Phirta Ho Jese
Bewafaai Chaahaton Mein
Kismaton Mein Na Ras Aayi
Saans Ke Paar Hai
Jo Mera Yaar Hai..
Zindagi Gham Naheen
Gham Ki Manjhdaar Hai
Gham Ki Manjhdaar Hai
Gham Ki Manjhdaar Hai...
No comments:
Post a Comment