This is a story of a woman Zareen, who tries all her life to win the love & respect from her husband Sarmad & his family, Story revolves around Zareen & her three kids, it is all about the conspiracies & daily life events of her family. The problems, pain & tough times which every other woman is facing in her Susral. She loved him and did sacrifices to make her home, a heaven. But all her life she ached for the appreciation & affection which she deserves. Her three kids also feel sorry on this injustice. They all love their mother madly but her mother in law Naeema never approve of her or neither had she let her son Sarmad to give Zareen her right place.
Ghar Aik Jannat Title Song Lyrics Har Pal Geo
Ghar Aik Jannat Title Song Lyrics Har Pal Geo
Had se barhne laga zulm ka silsila
Dil nahi lag raha, dil nahi lag raha
Us ne ahwal poocha
To maine kaha
Dil nahi lag raha
Dil nahi lag raha
Rokhe rokhe dard ki hawaein hain sabhi
Sokhe sokhe honton par duaein hain sabhi
Kesi rozi howe maahi
Saiwa kar dekhon main
Saari baatein maano uski
Saare dukh jhelon main
Saari baatein maano uski
Saare dukh jhelon main
Allah kare ban jaye
Ghar meri jannat
Ghar aik jannat
Ghar meri jannat
Ghar aik jannat
Toot toot jaye aansoun ki har larri
Jaise bebasi ka naam ho be zindagi
Cheen kesi aayi main ye janu kis tarha
Choli hain paoun mein to bandhi bandagi
Angna ki har phulwari se
Kaante sare chun lon
Jis ki ho tabir mein maahi
Sapna wahi bun lon main
Angna ki har phulwari se
Kaante sare chun lon
Jis ki ho tabir mein maahi
Sapna wahi bun lon main
Allah kare ban jaye
Ghar meri jannat
Ghar aik jannat
Ghar meri jannat
Ghar aik jannat
Ik aas thi wo meharman nahi rahi
Maan nahi rahi hai
Meri jaan nahi hai
Laal to bichar ke mil gaya mujhe magar
Zindagi dilon ke darmiyan nahi rahi
Rishton ke ye kache dhage sanson se choron main
Haan jis se qismat meri bandhi
Daman kiun choron main
Allah kare ban jaye
Ghar meri jannat
Ghar aik jannat
Ghar meri jannat
Ghar aik jannat...
No comments:
Post a Comment