Full width home advertisement

Post Page Advertisement [Top]


Movie: 1.13.7 Ek Tera Saath
Singer: Ali Aslam, Krishnakumar Kunnath (K.K), Swati Sharma
Lyricist: Ahmed Seddiqi
Music: Liyakat Ajmeri
Music On: Zee Music Company
Year: 2016

Pakeeza Lyrics Ek Tera Saath - K.K, Swati Sharma

Tere mere dil ka rishta pakeeza pakeeza
Ishq mukkamal apna poshida
Tere mere dil ka rishta pakeeza pakeeza
Ishq mukkamal apna poshida
Tere mere dil ka rishta pakeeza pakeeza
Ishq mukkamal apna poshida
Tere mere dil ka rishta pakeeza pakeeza
Ishq mukkamal apna poshida

Tere mere dil ka rishta pakeeza pakeeza
Ishq mukkamal apna poshida
Tere mere dil ka rishta pakeeza pakeeza
Ishq mukkamal apna poshida
Tere mere dil ka rishta pakeeza pakeeza
Ishq mukkamal apna poshida
Tere mere dil ka rishta pakeeza pakeeza
Ishq mukkamal apna poshida

Khwabon ki gulkoshi hai
Firdoshi firdoshi hai
Jahan ki parwazon mein
Ajab si madhoshi hai

Ae khuda tera shukriya shukriya
Teri ada karu kya bayaan
Khulti nahi hai ye zubaan ye zubaan
Tu hai bada meherbaan
Meherbaan meherbaan meherbaan

Tu hi tu tu hi tu tu hi tu tu hi tu
Tu hi tu tu hi tu tu hi tu tu hi tu
Darmiyan kubaku charsu tu hi tu

Tu hi tu tu hi tu tu hi tu tu hi tu
Tu hi tu tu hi tu tu hi tu tu hi tu

Aasmaaan ya zameen jaise tham si gayi
Ek nayi dastaan ab shuru ho gayi

Mehsoos na bandishen
Poori huyi sab khwahisein
Mush ki fizayein hain surmayi
Kaano mein jaise kuch kah gayi

Sabr dil ka toota tha
Ruh thi tarsi tarsi
Rahmetein arshi arshi
Hum pe hai barsi barsi

Ae khuda tera shukriya shukriya
Teri ada karu kya bayaan
Khulti nahi hai ye zubaan ye zubaan
Tu hai bada meherbaan
Meherbaan meherbaan meherbaan

Mastiyaan madbhari in nigaho mein hai
Tu hi dil mein mere tu hi baahon mein hai
Hum do parindo ki ek hai dagar
Udh jayeenge hum toh chahat ke ghar
Labon ki shrarat hai josh mein
Ye hum par hai lazim rahein hosh mein

Haatho mein haath haath hai
Walla kya baat baat hai

Nimaton ka hasil ye
Ek tera saath saath hai

Ae khuda tera shukriya shukriya
Teri ada karu kya bayaan
Khulti nahi hai ye zubaan ye zubaan
Tu hai bada meherbaan

Meherbaan meherbaan meherbaan
Meherbaan meherbaan meherbaan
Meherbaan meherbaan meherbaan
Meherbaan meherbaan meherbaan...

No comments:

Post a Comment

Bottom Ad [Post Page]