Full width home advertisement

Post Page Advertisement [Top]


Jeene Ka Shauq Lyrics by Salim Sulaiman, Mumbai’s Finest and Siddharth Basrur. Manoj Muntashir has penned its lyrics while its music is composed by Salim Sulaiman.

Song: Jeene Ka Shauq
Singers: Salim Sulaiman, Mumbai’s Finest, Siddharth Basrur
Musicians: Salim-Sulaiman
Lyricists: Manoj Muntashir

Jeene Ka Shauq Lyrics Salim-Sulaiman & Mumbai’s Finest

Yeh lamha jo kahin
Paani sa beh gaya
Jaate jaate yoon hi
Dheere se keh gaya aa..

Jeene ka shauq hai to
Marne ka khauf kya
Jeene ka shauq hai to
Marne ka khauf kya
Jeene ka shauq hai to
Marne ka khauf kya ho…

Teri saari khwahishein bata
Kyun hai bezuban
Keh de zamane se abhi
Apni marziyan

Jeene ka shauq hai to
Marne ka khauf kya
Jeene ka shauq hai to
Marne ka khauf kya ho…

Kyun dil pe ab koyi
Rakhta hai karz tu
Saasein jitni bhi hain
Kar de sab kharch tu

Jeene ka shauq hai to
Marne ka khauf kya
Jeene ka shauq hai to
Marne ka khauf kya ho…

Lambi race ka hoon ghoda
Main na haanfta, apna rasta
Zindagi mein tarakki ko naapta
Kya sawal ba
Tere sar pe jo sawar sa
Tension paal na
Wata de gham ko
Chhu le ab tu aasma

Mumbai ke chhokre
Rok sake to rok le
Thokrein har mod pe
Jaa tu ja tod le

Hum danke ki chot pe
Full power josh mein
Jeene ka shauq hai
Maut ka na khauf hai

Hum na darte kya bas karte
Jo aata dil mein haan
Bilkul bhi filmy na
Par lete maut se lafde kya
Faltu ka rona nahi
Socha jo karna wohi
Fuqat darte nahi
Char din ki zindagi to jee le sahi

Jahan tera sath chhod de
Saari yaariyan
Wahan tere kaam aayengi
Yeh jabaaziyan

Jeene ka shauq hai to
Marne ka khauf kya
Jeene ka shauq hai to
Marne ka khauf kya

Bhool ja baatein sab purani
Ab badhni hai kahaani
Yeh zindaghani hai suhani
Kyun ki jeene ka shauq hai to
Marne ka khauf kya...

1 comment:

Bottom Ad [Post Page]