Mehru who is fighting with her present in the hope of finding a better future. Her aim in life is to be living like a princess once she’s married. Shakeel promises Mehru to give her the life she had always dreamed for and he leaves for abroad after marriage, but the only thing Mehru gets from him is a divorce.
Mehru then ends up marrying Azhar to heal herself but he doesn’t reach up to her mark . The turn of events take place when Shakeel returns to Pakistan.
Mein Mehroo Hoon Title Song Lyrics ARY Digital...
Ho tan mere noo jiniya lagian
Teno ik lage te ton jane
Ghulam fareed uthe dayye
Jithe agla qadar ve jane
Choi moi zindagi kiun khawab hone doon
Khawahishon ki titliyan kiun dor jane don
Hai rahna jagti lahron mein
Chahe in bahti laron mein
Main paar na lagon
Khali pan hai kiun aankhon mein
Mein mehro hoon teri
Ya aanso hon koi
Kesi ghari ye aai, mujh pe judai ki
Mein mehro hoon teri
Ya aanso hon koi
Kesi ghari ye aai, mujh pe judai ki
Dekhon use main hon jo roshni jhelon
Us ko jo dekhon zindagi
Teri ye doori kiun hai, Kho rahi main hon
Tanha yahi hai be-basi
Yon dekhon jaise dekhon na
Yon chahon jaise main chahon na
Main piyar kiya karon
Khali pan hai aankhon mein
Mein mehro hoon teri
Ya aanso hon koi
Kesi ghari ye aai, mujh pe judai ki
Mein mehro hoon teri
Ya aanso hon koi
Kesi ghari ye aai, mujh pe judai ki
Rokhi hain yadein pheke hain samein ratein
Kadwi hain to kese mann lage
Aanso kahani aisi hai yahan chup
Aahat ki hain sargoshian
To toota shesha joron main
Ya phir ye sochon ke choron main
Khamosh hi rahon, khali pan kiun hai aankhon mein
Mein mehro hoon teri
Ya aanso hon koi
Kesi ghari ye aai, mujh pe judai ki
Mein mehro hoon teri
Ya aanso hon koi
Kesi ghari ye aai, mujh pe judai ki...
No comments:
Post a Comment