Full width home advertisement

Post Page Advertisement [Top]

Marzi is a one-sided love story of Humaira who is living an emotionally suppressed and financially compromised life with her mother and brother. This is because Irfan, her sister Afeera’s husband, is supporting them. Irfan is rich; hence he dominates both the families. Humaira falls in love with Salman. He is Irfan’s cousin, and works for him. Salman tries to stay away as his sister Maryam is married into Irfan’s family and also, Salman’s takes care of Irfan’s lands. So the emotional relationship is one sided because Salman doesn’t want to get involved with anyone that has any connection with Irfan. However, Irfan thinks that Salman is reciprocating the same feelings and Humaira is deliberately going against his decision, since he is not approving of this relationship. Humaira is eager to convince Salman. Irfan’s dominating behavior irks her, therefore she wants both of them to be strong and go against her brother in law’s wishes. Will Salman love her back? Will she be able to stand against Irfan? Is her one sided love strong enough to fulfill her aspirations?


Marzi OST Lyrics Har Pal Geo...

Soraj bujha ke kahein ik khawab jagaya hai
Rasta wahi pakra jo dil ne bataya hai

Piyar mein kiya kar diya
Sab se bekhar kar diya
Gham ko be-asar kar diya
Dil bhar diya

Dhoop tooti saaye bane
Tham gaye par paoun chale
Manzil pe safar mil gaye
Dil mar gaya
Dil mar gaya

Ho dariya ke paas hi
Dariya ki piyas thi
Ik pal ka din mila
Phir andhi raat thi
Aadhe safar kat-te
Poori thakan mile
Jab bhi diya jala
Us par hawa chali

Khawabon mein ham kho gaye
Raaton se pahle so gaye
Hona tha jis ke ho gaye
Dil to gaya

Dhoop tooti saaye bane
Tham gaye par paoun chale
Manzil pe safar mil gaye
Dil mar gaya
Dil mar gaya

Ho mudti hoi gali, Mudte hi ruk gai
Haari hoi thi shaam, Palkon pe jhuk gai
Marzi se jo bhi jee, Utni thi zindagi
Aankhon tak aai jo, utni thi roshni

Pal ko pal mein chor de
Dhoop mein saaya tor de
Aansoo wapas mor de
Dil dar gaya

Dhoop tooti saaye bane
Tham gaye par paoun chale
Manzil pe safar mil gaye
Dil mar gaya
Dil mar gaya...

No comments:

Post a Comment

Bottom Ad [Post Page]