Full width home advertisement

Post Page Advertisement [Top]

Artist: Sarmad Ghafoor
Song: Wohi Shamain
I wrote this song for my father who passed away in the winter of 2007. I dedicate this song to my father, and all the families of the victims of Peshawar Attacks. I’d like to thank all my friends and family, for their unconditional support – Sarmad Ghafoor
Special thanks to Sameer Shami for the Video, and Salman Rafique for playing the Drums.















Wohi Raatain Wohi Shamain Par Tu Naheen
Wohi Yadain Wohi Baatain Par Tu Naheen

Ek Khaab Ki Tarha Kho Gaye Tum
Kaisay Bataaon Tumhe Jeewan Adhora Kar Gaye Tum
Wohi Shamain Wohi Raatain Par Tu Naheen
Lamha Lamha Teri Chahat Par Tun Naheen
Ek Phool Ki Tarha So Gaye Tum
Kaisay Bataaon Tumhe Jeewan Adhora Kar Gaye Tum
Sab Kho Gaya Hai Kuch Na Raha Hai
Teray He Dum Se To Jeena Tha Jeena Ho
Sab Kho Gaya Hai Kuch Na Raha Hai
Teray Janay Ke Baad Sab Kuch Adhora Howa

Ek Khaab Ki Tarha So Gaye Tum
Kaisay Bataaon Tumhe Jeewan Adhora Kar Gaye Tum
Wohi Raatain Wohi Shamain Par Tu Naheen

No comments:

Post a Comment

Bottom Ad [Post Page]