When history would be written you will see that when everyone else was busy creating voilance and negativity, at the same time artists were busy spreading love, peace, smile and positivity,here comes another piece of love from your very own Asrar.
Ishq hawa mein, Ishq ghata mein
Ishq kharak ke har ghoshy mein
Ishq hawa mein, Ishq ghata mein
Ishq kharak ke har ghoshy mein
Ko ko karti amwa je se
Pyaar jatati koyal mein
Huk huk kar ke gaun ki saat surili chatti mein
Ishq hawa mein, Ishq ghata mein
Ishq hawa mein, Ishq ghata mein
Whistle Break
Lambi se bareek si pagdandi mein ishq
Bail ki gardan se lipti ghanti mein ishq
Ghar ke darwaze se latki dil jaisi us kundi mein
Jis mein laila sassi heer ka chatti ka dil atka ho
Rang brang banton mein kikli mein gulli dandi mein
Kisi faqeer ki juggi per lehraye kaale jhandy mein
Ishq hawa mein, Ishq ghata mein
Ishq hawa mein, Ishq ghata mein
Chatt per phaili baan ki charpai mein ishq
Borhi kherian reshedan ke mai mein ishq
Bhatti wale ke daano mein dard ke sath jo bhun jate hain
Kaka je ki bori mein se dana dunka jo chug jate hain
Roop roop mein room room mein rang rang mein ishq racha hai
Darya ke paani mein dekho sohni ke sang tair raha hain
Ishq hawa mein, Ishq ghata mein
Ishq hawa mein, Ishq ghata mein
Heer ke kajre mein jory mein
Ishq kalai ke chory mein
Ishq bulon mein, ishq safar mein
Ishq sajan ki mast nazar mein
Ishq...
No comments:
Post a Comment