Tan ko jalate hain kyun
Man ko jalate hain kyun
Atish e gham ki trha
Apne hi ghar ke diye
Koi jiye to kiya jiye
Bikhre huye pal ke liye
Sanson se cheeny mehak
Honton se cheeny dua
Wafa na ashna...
Apno ke sitam seh ke
Khamosh hain hum aise
Kaanton pe charhi beelein
Shikwa na karein jaise
Apna jise samjha tha
Woh ban na saka apna
Dil torr diya us ne
Aur toot gaya sapna
Ankhein bhi patra gayin
Palkon se palkein juda
Saanson se cheeny mehak
Honton se cheeny dua
Wafa na ashna...
Wafa na ashna...
Man ko jalate hain kyun
Atish e gham ki trha
Apne hi ghar ke diye
Koi jiye to kiya jiye
Bikhre huye pal ke liye
Sanson se cheeny mehak
Honton se cheeny dua
Wafa na ashna...
Apno ke sitam seh ke
Khamosh hain hum aise
Kaanton pe charhi beelein
Shikwa na karein jaise
Apna jise samjha tha
Woh ban na saka apna
Dil torr diya us ne
Aur toot gaya sapna
Ankhein bhi patra gayin
Palkon se palkein juda
Saanson se cheeny mehak
Honton se cheeny dua
Wafa na ashna...
Wafa na ashna...
No comments:
Post a Comment