Tags: Fasad Ki Jar Song Nabeel Shaukat Ali with Neelam Muneer, Nabeel Shaukat Ali Fasad Ki Jar song Lyrics, |
Song | Fasad Ki Jar |
Singer | Nabeel Shaukat Ali |
Composed | Ali Mustafa |
Lyrics | Mubashir Hassan |
Film/Album | Single |
Mein rukon, na ruke, Kahon to na chale
Iski hain apni marziaan
Manchala sa lage, Apni hi dhun chale
Kaisi hain khudgharzian
Mein rukon, na ruke, Kahon to na chale
Iski hain apni marziaan
Manchala sa lage, Apni hi dhun chale
Kaisi hain khudgharzian
Jahan bhi dekhta hai piyaar ye jata hai phisal
Fasad ki jar hai dil, Fasad ki jar hai dil
Ye manta nahi, janta sab hi, kia bura kia bhala

Naadaniyan karta phire, maany na ye apni kare
Mujh ko to aye na samajh, isk to hain nakhre bare

Jhooti mooti baaton se bhi ye jata hai pighal
Fasad ki jar hai dil, Fasad ki jar hai dil
Ye manta nahi, janta sab hi, kia bura kia bhala
(Music Break)
Aankhon mein hai ye doobta, Rangeenion mein hai jhoomta
Kehta hai chahat manzil meri, Ishq ke maaron mein hai ghoomta

Aankh bacha ke seene se ye jata hai nikal
Fasad ki jar hai dil, Fasad ki jar hai dil
Ye manta nahi, janta sab hi, kia bura kia bhala
Fasad ki jar hai dil, Fasad ki jar hai dil
Ye manta nahi, janta sab hi, kia bura kia bhala
No comments:
Post a Comment